(All photos credit: X)
"Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hai … Ek baar khula toh sirf ek tukda nahi kha paoge."
"Ek kahani thi... aur uss kahani ka woh hissa tha, jo kabhi complete nahi hoga."
"Bunny, life mein jitna bhi try kar lo, kuch na kuch toh chhute ga hi. Toh jahaan hain, wahi ka mazaa lete hain."
"Yeh zindagi na, badi honi chahiye... lambi nahi."
"Kabhi kabhi kuch cheezein bohot dino tak nahi hoti... phir lagta hai, woh nahi ho sakti. Par, woh ho sakti hai."
"Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hain."
"Main kisi ke peeche apni life barbad nahi kar sakti."